Lyrics of Haal kaisa hai janaab ka - Chalti Ka Naam Gaadi


Movie : Chalti Ka Naam Gaadi
Actors : Kishore Kumar and Madhubala
Music Director : Sachin Dev Burman
Singers : Asha Bhosle and Kishore Kumar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri

Haal kaisa hai janaab ka kya khayal hai aapka
tum to machal gaye ho ho ho
yun hi fisal gaye ha ha ha
haal kaisa hai janaab ka kya khayal hai aapka
tum to machal gaye ho ho ho
yun hi fisal gaye ha ha ha

beheki beheki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal
chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
beheki beheki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal
chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai
zara nazar ko sambhalana
haal kaisa hai janaab ka haye kya khayal hai aapka
haye tum to machal gaye ho ho ho
yun hi fisal gaye ha ha ha

pagli ho kabhi tune socha raste mein gaye mil kyon
pagale haan pagale haan
teri Baaton baaton mein dhadakta hai dil kyon
aha pagli pagli kabhi tune socha raste mein gaye mil kyon
pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyon
kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
zara nazar ko sambhalana
haal kaisa hai janaab ka haye haye kya khayaal hai aapka
tum to machal gaye ho ho ho
yun hi fisal gaye ha ha ha
haye haal kaisa hai janaab ka
kya khayal hai aapka
tum to machal gaye, ho ho ho
yun hi fisal gaye ha ha ha




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.