Lyrics of Haan yahi rasta hai - Lakshya
Movie : Lakshya
Actors : Hrithik Roshan and Preity Zinta
Music Director : Shankar Ehsaan Loy
Singers : Shankar Mahadevan
Lyricist : Javed Akhtar
Haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai
haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai
haan yahi sapna hai tera tune pehchana hai
haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai
haan yahi sapna hai tera tune pehchana hai
tujhe ab ye dikhaana hai roke tujh ko aandhiyaan
kya zameen aur aasmaan paayega jo lakshya hai tera
lakshya ko har haal mein paana hai
mushkil koi aa jaaye to parbat koi takraaye to
taaqat koi dikhlaaye to toofan koyi mandlaaye to
mushkil koi aa jaaye to parbat koi takraaye to
barse chaahe ambar se aag lipte chaahe pairon se laakh
barse chaahe ambar se aag lipte chaahe pairon se laakh
paayega jo lakshya hai tera
lakshya ko har haal mein paana hai
himmat se jo koi chale dharti hile kadmo tale
kya dooriyaan kya faasle manzil lage aa ke gale
himmat se jo koi chale dharti hile kadmo tale
tu chal yoon hi ab subho shaam rukna jhukna nahi tera kaam
tu chal yoon hi ab subho shaam rukna jhukna nahi tera kaam
paayega jo lakshya hai tera
lakshya ko har haal mein paana hai
haan yahi rasta hai tera tune ab jaana hai
haan yahi sapna hai tera tune pehchana hai
tujhe ab ye dikhaana hai
Most Popular Items:
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Chhod do anchal zamana - Paying Guest
- Songs of Lakshya
- Lyrics of Ye jeevan hai is jeevan ka - Piya Ka Ghar
- Lyrics of Horn baja de baap - Horn Ok Pleassss
- Lyrics of Agar main kahun - Lakshya
- Lyrics of Aate jaate haste gaate - Maine Pyar Kiya
- LYrics of Ek tha murugun bada hi - Quick Gun Murgun
- Lyrics of Koi na jaane kya hoga - Hijack
- Lyrics of Aage bhi jaane na tu - Waqt
- Lyrics of Baatein kuchh ankahee si - Life in a Metro
- Lyrics of Mere naina teri raah takte - Radio
- Lyrics of Neeche saari duniya hai - Kissan
- Lyrics of Sun saajna sun saajna - Kissan
- Lyrics of Pyar hua ikraar hua - Shree 420
- Lyrics of Dil ibadat kar raha hai - Tum Mile
- Lyrics of Kis ka rasta dekhe - Joshila
- Lyrics of Jeena muskil hai yun jeena - Fox
- Lyrics of Lamho ka yun aana - Fox
- Lyrics of Zindagi ye safar mein hai - Dil Kabaddi

No Responses to “Lyrics of Haan yahi rasta hai - Lakshya”
Please Wait
Leave a Reply