Lyrics of Haathon mein aa gaya - Aao Pyaar Karen

Advertisements



Movie : Aao Pyaar Karen
Actors : Saif Ali Khan and Shilpa Shetty
Music Director : Aadesh Srivastava
Singers : Kumar Sanu
Lyricist : Shyam Raj

Haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka
arre haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka
bechain kar gaya hamein khayal
aap ka aap ka aap ka
hey haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka rumaal aap ka

yaadon mein jhoom kar palkon se choom kar
yaadon mein jhoom kar palkon se choom kar
dil mein basa liya
haan dhadkan bana liya
haan haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka rumaal aap ka
bechain kar gaya hamein khayal
aap ka aap ka ho aap ka
haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka rumaal aap ka

chaahat ki aas mein milne ki pyaas mein
chaahat ki aas mein milne ki pyaas mein
armaan mehek gaye kuchh hum behek gaye
haan haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka rumaal aap ka

pehle to zindagi lagti thi ajnabi
pehle to zindagi lagti thi ajnabi
rangon me dhal gayi haan duniya badal gayi
haan haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka rumaal aap ka
bechain kar gaya hamein khayal
aap ka aap ka aap ka
haan haathon mein aa gaya jo kal
rumaal aap ka




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Haathon mein aa gaya - Aao Pyaar Karen”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.