Lyrics of Har dil jo pyaar karega - Sangam

Advertisements



Movie : Sangam
Actors : Raj Kapoor, Rajendra Kumar and Vyjayanthimala
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Mukesh, Mahendra Kapoor and Lata Mangeshkar
Lyricist : Shailendra

Har dil jo pyaar karega wo gaana gayega
har dil jo pyaar karega wo gaana gayega
deewana saikdon mein pehchaana jayega
deewana saikdon mein pehchaana jayega
deewana

aap hamaare dil ko chura kar aankh churaaye jaate hain
ye ek tarfa rasam e wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain
chahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maloom nahi
ho……jis mehfil mein shama ho parwaana jayega
deewana saikdon mein pehchana jayega
deewana
har dil jo pyaar karega wo gaana gayega
deewana saikdon mein pehchaana jayega
deewana

bhooli bisri yaadein mere haste gaate bachpan ki
raat biraat chali aati hain neend churaane naynan ki
ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ho
jaane kab in aankhon ka sharmana jayega
deewana saikdon mein pehchana jayega
deewana
har dil jo pyaar karega wo gaana gayega
deewana saikdon mein pehchaana jayega
deewana

apni apni sab ne keh li lekin hum chup chaap rahe
dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe
khaamoshi ka ye afsaana reh jayega baad mere
ho……apna ke har kisi ko begana jayega
deewana saikdon mein pehchana jayega
deewana deewana
deewana deewana




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Har dil jo pyaar karega - Sangam”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.