Lyrics of hindi song ‘ Chaand sitaare’ of Kaho Naa Pyaar Hai


Movie : Kaho Naa Pyaar Hai
Actors : Hrithik Roshan and Amisha Patel
Singer : Kumar Sanu

Chaand sitaare phool aur khushboo
ho…chaand sitaare phool aur khushboo
ye to saare puraane hain
taaza taaza kali khili hai
hum uske deewane hain…hmmm…hmmmm….hmmm
are kaali ghataayein barkha saawan
ho…kaali ghataayein barkha saawan
ye to sab afsane hain
taaza taaza kali khili hai
hum uske deewane hain…hmmm…hmmmm….hmmm

andaz hain uske naye naye
hai naya naya deewanapan
andaz hain uske naye naye
hai naya naya deewanapan
pehna ke taj jawaani ka
hanske laut gaya bachpan
geet ghazal sab kal ki baatein
ho….geet ghazal sab kal ki baatein
uske naye taraane hain
taaza taaza kali khili hai
hum uske deewane hain…hmmm…hmmmm….hmmm

hai roop mein itna saadapan
to kitna sundar hoga mann
hai roop mein itna saadapan
to kitna sundar hoga mann
bin gehnein aur singaar bina
vo to lagti hai dulhan
kaajal bindiya kangan jhumke
ho….kaajal bindiya kangan jhumke
ye to guzare zamaane hain
taaza taaza kali khili hai
hum uske deewane hain…hmmm…hmmmm….hmmm

Chaand sitaare phool aur khushboo
ye to saare puraane hain
taaza taaza kali khili hai
hum uske deewane hain…hmmm…hmmmm….hmmm
are kaali ghataayein barkha saawan
ye to sab afsane hain
taaza taaza kali khili hai
hum uske deewane hain…hmmm…hmmmm….hmmm




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.