Lyrics of hindi song ‘Chand taare tod laoon’ of Yes Boss
Movie : Yes Boss
Actors : Shahrukh Khan and Juhi Chawla
Singer : Abhijeet
Jo bhi chahoon….
wo main paoon…..
zindagi mein….
jeet jaoon…..
bas itna sa khwaab hai
bas itna sa khwaab hai
chaand taare tod laoon
saari duniya par main chaoon
bas itna sa khwaab hai
bas itna sa khwaab hai
chaand taare tod laoon
saari duniya par main chaoon
bas itna sa khwaab hai
bas itna sa khwaab hai
yaar tu bhi sun zara
aarzoo meri hai kya
main kya ban jaana chahta hoon
main kahan kharaab hoon
main to lajawaab hoon
main ye manwana chahta hoon
maan ja….e khuda
itni si hai dua
main ban jaoon sabse bada
main ban jaoon sabse bada
mere peechhe, mere aage
haath jode, duniya bhaage
bas itna sa khwaab hai
bas itna sa khwaab hai
shaan se rahoon sada
mujhpe log hon fida
haseenayein bhi dil hon khoti
dil ka ye kanwal khile
sone ka mahal mile
barasne lage heere moti
maan ja….e khuda
itni si hai dua
main jyaada nahin maangta
main jyaada nahin maangta
saari daulat, saari taakat
saari duniya, par hukumat
bas itna sa khwaab hai
bas itna sa khwaab hai
bas itna sa khwaab hai
Most Popular Items:
- Hindi lyrics - song yoon shabnami from the movie Saawariya
- Akshaye and Genelia in a promotional song
- Hindi mp3 songs
- Hindi Lyrics - song Masha-Allah from the movie Saawariya
- Top hindi bollywood songs of 2008
- Lyrics of Kal nau baje - Short Kut - The Con Is On
- Download Free Bollywood Hindi MP3 Songs
- Lyrics of Chaudvin ka chand ho - Chaudvin Ka Chand
- Lyrics of hindi song ‘Tum dil ki dhadhkan’ of Dhadhkan
- Free Hindi Songs
- Lyrics of Aao tumhe chand pe le jaaye - Zakhmee
- Lyrics: ‘Bheja kum’ of Taare Zameen Par
- Bollywood song lyrics on request
- Gulzar turned down Shahrukh
- Music Review of Krazzy 4
- Lyrics: Title track of Taare Zameen Par
- Lyrics: Ishq Ka Kalma from Dhan Dhana Dhan Goal
- Hindi tuition lessons paying off for Katrina
- Lyrics: Title track of Khoya Khoya Chand
- Lyrics of hindi song ‘Main koi aisa geet’ from Yes Boss

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply