Lyrics of In aankhon ki masti ke mastaane - Umrao Jaan
Movie : Umrao Jaan
Actors : Rekha, Farooq Sheikh and Naseeruddin Shah
Music Directors : Khaiyyam
Singers : Asha Bhonsle
Lyricists : Shahryar
In aankhon ki masti ke
in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
mastaane hazaaron hain
in aankhon se vaabasta
in aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
afsaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke
ek tum hi nahin tanha
ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
ulfat mein meri rusva
is sheher mein tum jaise
is sheher mein tum jaise deewaane hazaaron hain
deewaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke
mastaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke
ek sirf hum hi mai ko
ek sirf hum hi ek sirf hum hi mai ko
aankhon se pilaate hain
aankhon se pilaate hain
kehne ko to duniya mein
kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain
maikhaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke
is shamm-e-faroza ko
is shamm-e-faroza ko aandhi se daraate ho
aandhi se daraate ho
is shamm-e-faroza ke
is shamm-e-faroza ke parwaane hazaaron hain
parwaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
in aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
afsaane hazaaron hain
in aankhon ki masti ke
Most Popular Items:
- Hit songs of Umrao Jaan
- Bollywood song lyrics on request
- Lyrics of Kitna pyaara waada hai - Caravan
- Lyrics of Jashn hai josh hai - Kal Kisne Dekha
- Lyrics of Aa jaan e jaan - Inteqaam
- Lyrics of Aa jaan e jaan aa - Inteqaam
- Lyrics of Aa jaan e jaan - Inteqaam
- Lyrics of Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - Umrao Jaan
- Songs of Umrao Jaan
- Lyrics of Let’s party come on everybody - God Tussi Great Ho
- Lyrics: ‘Pyar To Hona Hi Tha’ of Sunday
- Lyrics of Aankhon hi aankhon mein - EMI
- Lyrics of Khoya khoya chand - Kala Bazar
- Khoya khoya chand lyrics from Kala Bazar
- Lyrics of Tumne pukaara aur hum chale aaye - Rajkumar
- Lyric of Main chali main chali - Padosan
- Top bollywood songs picturised on Rekha
- Lyrics of Chala jaata hoon kisi ki - Mere Jeewan Saathi
- Lyrics : ‘Jo gumshuda aankhon mein’ of Mission Istanbul
- Lyrics of Jaane kaise shab dhali - Raqeeb

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply