Lyrics of Jaadu teri nazar - Darr


Movie : Darr
Actors : Shahrukh Khan, Sunny Deol and Juhi Chawla
Music Director : Shiv Hari
Singers : Udit Narayan
Lyricist : Bharat Vyas

Jaadu teri nazar khushboo tera badan
jaadu teri nazar khushboo tera badan
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran

mere khwaabon ki tasveer hai tu
bekhabar meri taqdeer hai tu
mere khwaabon ki tasveer hai tu
bekhabar meri taqdeer hai tu
tu kisi aur ki ho na jaana
kuchh bhi kar jaunga main deewana
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
jaadu teri nazar khushboo tera badan
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran

faasle aur kam ho rahe hain
door se paas hum ho rahe hain
faasle aur kam ho rahe hain
door se paas hum ho rahe hain
maang lunga tujhe aasmaan se
chheen lunga tujhe is jahaan se
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
jaadu teri nazar khushboo tera badan
tu haan kar ya na kar
tu haan kar ya na kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.