Lyrics of Jaadugar jaadu kar jayega - Alibaba Aur Chalis Chor

Advertisements



Movie : Alibaba Aur Chalis Chor
Actors : Dharmendra, Hema Malini and Zeenat Aman
Music Director: Rahul Dev Burman
Singers: Kishore Kumar and Asha Bhosle
Lyricist : Anand Bakshi

Jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega
o marjina naach haseena mushkil kar de sab ka jeena
nahin to nahin to
jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega
o marjina naach haseena mushkil kar de sab ka jeena
nahin to nahin to
jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega

naachegi teri jawani dekhegi duniya deewani
har cheez hai mere bas mein
kya aag hai kya hai paani
o naachegi teri jawani dekhegi duniya deewani
har cheez hai mere bas mein
kya aag hai kya hai paani
arey chhoo mantar chhoo dekh idhar tu
pehen le in ko le ye ghunghru warna gazab ho jayega
aye jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega

mana tujhe maine mana tu jaadugar hai deewana
bebas mujhe kar diya yoon hairan hai sara zamana aaah
mana tujhe maine mana tu jaadugar hai deewana
bebas mujhe kar diya yoon hairan hai sara zamana
bas had kar di o bedardi batla kya hai teri marzi
kab tak mujhe tadpayega
aye jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega

kismat ka chamka sitara tune mujhe jab pukara
chup chaap tu nachti ja jab tak karun main ishara
kismat ka chamka sitara tune mujhe jab pukara
tere kadmo mein ye sar hai tu hai to phir kis ka dar hai
jo hoga dekha jayega
jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega
o marjina naach haseena mushkil kar de sab ka jeena
nahin to nahin to
jaadugar jaadu kar jayega kisi ko samajh nahi aayega




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Jaadugar jaadu kar jayega - Alibaba Aur Chalis Chor”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.