Lyrics of Jaane jaan dhoondta phir raha - Jawani Diwani
Movie : Jawani Diwani
Actors : Randhir Kapoor, Jaya Bhaduri
Music Director : Rahul Dev Burman
Singers : Kishore kumar, Asha Bhosle
Lyricist : Anand Bakshi
Jaane jaan dhoondta phir raha
hoon tumhe raat din
main yahan se wahan
jaane jaan dhoondta phir raha
hoon tumhe raat din
main yahan se wahan
mujhko aawaaz do
chhup gaye ho sanam
tum kahan main yahan
tum kahan main yahan
jaane jaan dhoondta phir raha
hoon tumhe raat din
main yahan se wahan
o mere hamsafar
yyaar ki raah par
saath chale hum
agar kya khabar
o mere hamsafar
pyaar ki raah par
saath chale hum
agar kya khabar
a…raaste mein kahin reh gaye hamnasheen
tum kahan main yahan
tum kahan main yahan
jaane jaan dhoondti phir rahi
hoon tumhe raat din
main yahan se wahan
mujhko aawaaz do
chhup gaye ho sanam
tum kahan main yahan
tum kahan main yahan
dil machalne laga
yun hi dhalne laga
rang bhara pyaar ka ye sama
dil machalne laga
yun hi dhalne laga
rang bhara pyaar ka ye sama
aaj aise mein bas chhod kar chal diye
tum kahan main yahan
tum kahan main yahan
jaane jaan dhoondta phir raha
hoon tumhe raat din main yahan se wahan
paas tum ho khade mere dil mein chhupe
aur mujhe kuch pata na chala
paas tum ho khade mere dil mein chhupe
aur mujhe kuch pata na chala
a….. din mein dekha nahin
dekha saara jahan
tum kahan main yahan
tum kahan main yahan
jaane jaan dhoondta phir raha
hoon tumhe raat din
main yahan se wahan
mujhko aawaaz do
chhup gaye ho sanam
tum kahan main yahan
tum kahan main yahan
Most Popular Items:
- Lyrics of Dil dhoondta hai phir wohi - Mausam
- Lyrics of Mere khuda karam ye aata ho - Sorry Bhai
- Lyrics of Tune jo na kaha - New York
- Lyrics of Do lafjon ki hai dil ki kahani - The Great Gambler
- Lyrics : ‘ Koi chala jaa raha hai’ of Woodstock Villa
- Lyrics : ‘ Nazrein milana nazrein’ of Jaane Tu Ya Jaane Na
- Lyrics of Akele akele kahaan ja - An Evening In Paris
- Lyrics of Yaad aa raha hai tera - Disco Dancer
- Lyrics of Ab Saare Bandhan Chhod Ke Jaun Kahan - Billu Barber
- Lyrics of Dil ibadat kar raha hai - Tum Mile
- Songs of Jawani Diwani - A Youthful Joyride
- Lyrics of Ghunghroo ki tarah bajta hi raha - Chor Machaye Shor
- Lyrics : ‘ Tooti phooti dhadkano ki’ of De Taali
- Lyrics of You’re my love - Partner
- Lyrics of Jaanu meri jaan - Shaan
- Lyrics of Na jaane kahaan tum - Zindagi Aur Khwab
- Lyrics of Tumse milke aisa laga - Parinda
- Lyrics of Door door tum rahe pukaarte - Chalte Chalte
- Lyrics of Milti Hai Zindagi Mein - Aankhein
- Lyrics of Milti hai zindagi mein - Aankhein

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply