Lyrics of Jaaneman tum kamaal - Trishul
Movie : Trishul
Actors : Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor and Hema Malini
Music Director : Khayyam
Singers : Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Kehte darti ho dil mein marti ho
jaaneman tum kamaal karti ho
jaaneman tum kamaal karti ho
arre kehte darti ho dil mein marti ho
jaaneman tum kamaal karti ho
ho jaaneman tum kamaal karti ho
aankhon aankhon mein muskuraati ho
baaton baaton mein dil lubhaati ho
narm saanso ki garm lehron se
dil ke taaaron ko gudgudaati ho
arre in sab baaton ka matlab poochhe to
rang chehre ka laal karti ho
ho jaaneman tum kamaal karti ho
chup bhi rahiye ye kya qayamat hai
aap ki bhi ajeeb aadat hai
itna hungama kis liye aakhir
pyaar hai ya koi musibat hai
jab bhi milte ho jaane tum kya kya
ulte seedhe sawaal karte ho
jaaneman tum kamaal karte ho
mastiyaan si faza pe chhaayi hain
waadiyan rang mein nahaayi hain
narm sabz sez pe phoolon ne
makhmali chaadren bichhaayi hain
chhodo sharmaana aise mausam mein
tabiyat kyun nidhaal karti ho
ho jaaneman tum kamaal karti ho
jab bhi milte ho jaane tum kya kya
ulte seedhe sawaal karte ho
jaaneman tum kamaal karte ho
hey jaaneman tum kamaal karti ho
ho jaaneman tum kamaal karte ho
Most Popular Items:
- Lyrics of Ek naam tumhara le kar - Radio
- Lyrics of Jaaneman jaaneman - Chhoti Si Baat
- Songs of Trishul
- Lyrics of Ajnabi shehar hai - Jaaneman
- Top songs of Rakta Bandhan
- Lyrics of De di hamein azaadi - Jagriti
- Lyrics of ‘Loot Liya’ from Sunday
- Lyrics of Rote hue aate hain - Muqaddar Ka Sikandar
- Lyrics of Aanan faanan hua kya - Namaste London
- Lyrics of Jaaneman hum se - Ishq Ho Gaya Mamu
- Lyrics of Sau dard hain - Jaaneman
- Lyrics of Aap ki aankhon mein kuch - Trishul
- Lyrics of Daal mein kaala ya phir - Golmaal - Fun Unlimited
- Lyrics of Uff are tu mirch hai - Chal Chalein
- Lyrics : ‘ Teri ummeed tera intezaar’ of Deewana
- Lyrics of Main teri dhun mein - Shoot Out At Lokhandwala
- Lyrics of Baaware baawre - Luck By Chance
- Hit songs of Pooja Batra
- Lyrics of You’re my love - Partner
- Lyrics of Main hoon yuvraaj - Yuvraaj

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply