Lyrics of Jaanu meri jaan - Shaan


Movie : Shaan
Actors : Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan and Parveen Babi
Music Director : Rahul Dev Burman
Singers : Kishore Kumar, Suresh Wadkar & Asha Bhonsle
Lyricist : Anand Bakshi

Jaanu meri jaan main tere qurbaan
jaanu meri jaan main tere qurbaan
are main tera tu meri jaane saara hindustaan
main tera tu meri jaane saara hindustaan

jaanu meri jaan main tere qurbaan
jaanu meri jaan main tere qurbaan
are main tera tu meri jaane saara hindustaan
main tera tu meri jaane saara hindustaan

nazro se na tol mujhe dil se kaam le
tu jis ki wo tere bin kyun kisi ka naam le
are nazro se na tol mujhe dil se kaam le
tu jis ki wo tere bin kyun kisi ka naam le
jaanu meri jaan main tere qurbaan
o jaanu meri jaan main tere qurbaan
are main tera tu meri jaane saara hindustaan
main tera tu meri jaane saara hindustaan

chhoti si ik baat bani baat se daastan
bhool ke sab baatein has de hai yahi pyaar ki shaan
chhoti si ik baat bani baat se daastan
bhool ke sab baatein has de hai yahi pyaar ki shaan
jaanu meri jaan main tere qurbaan
jaanu meri jaan main tere qurbaan
main tera tu meri jaane saara hindustaan
main tera tu meri jaane saara hindustaan
are jaanu meri jaan main tere qurbaan
jaanu meri jaan main tere qurbaan
are main tera tu meri jaane saara hindustaan
main tera tu meri jaane saara hindustaan




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.