Lyrics of Jab chaahe aasman pe - All The Best


Movie : All The Best
Actor : Sanjay Dutt, Ajay Devgan and Bipasha Basu
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer : Suraj Jagan and Rupam Islam
Lyricist : Kumaar

Jab chaahe aasman pe seediyaan laga loon
do chaar taare tod daalun
dariya mein doobun doobe suraj ko nikalun
ghar ki deewaron pe saja loon
jab chaahe aasman pe seediyaan laga loon
do chaar taare tod daalun
dariya mein doobun doobe suraj ko nikalun
ghar ki deewaron pe saja loon
dil kare jo bhi wo karta jaun
dil kare dil ki baaton mein aaun
dil kare dil ki marzi se jee loon main

jab chaahe badal ki patang mein bana loon
unche pahadon pe udalun
jitne bhi patte hain pedon pe main gira doon
unpe main pankhe latka doon
dil kare jo bhi wo karta jaun
dil kare dil ke baaton mein aaun
dil kare dil ki marzi se jee loon main

raaton ko jugnu ki main roshni chura lunga
bijli jayegi to jaga lunga
phoolon main kitne bhi hai rang main nikalunga
maan chaaha paint kara dunga
raaton ko jugnu ki main roshni chura lunga
bijli jayegi to jaga lunga
phoolon main kitne bhi hai rang main nikalunga
maan chaaha paint kara dunga
jab chaahe main hawa pe rasta bana loon
us pe main gaadiyaan chala loon
us pe main gaadiyaan chala loon
main to mahine ke bhi din sau din bana doon
total main saal ka badha doon
dil kare jo bhi wo karta jaun
dil kare dil ki baaton mein aaun
dil kare dil ki marzi se jee loon main




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.