Lyrics of Jab hum jawaan honge - Beetab


Movie : Beetab
Actors : Sunny Deol and Amrita Singh
Music Director : Rahul Dev Burman
Singers : Shabbir Kumar and Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi

Jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge

ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega
dil kitna khaali khaali ho jaayega
ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega
dil kitna khaali khaali ho jaayega
tere khayalon se ise abaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge

aise hasti thi wo aise chalti thi
aise hasti thi wo aise chalti thi
chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi
aise hasti thi wo aise chalti thi
chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi
sabse teri baatein tere baad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan Honge

tere shabnami khwaabon ki tasveeron se
teri reshmi zulfon ki zanjeeron se
tere shabnami khwaabon ki tasveeron se
teri reshmi zulfon ki zanjeeron se
kaise hum apne aap ko azaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan Honge

zeher judaai ka peena pad jaaye to
bichhad ke bhi humko jeena pad jaaye to
zeher judaai ka peena pad jaaye to
bichhad ke bhi humko jeena pad jaaye to
saari jawani bas yun hi barbaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge
lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahaan honge




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.