Lyrics of Jawaani o deewaani tu - Aan Milo Sajna


Movie : Aan Milo Sajna
Actors : Rajesh Khanna and Asha Parekh
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi

Yahan wahan saare jahaan mein tera raj hai
yahan wahan saare jahaan mein tera raj hai
jawaani o deewaani tu zindabad
jawaani o deewaani tu zindabad
tere hi to sar pe mohabbat ka taj hai
tere hi to sar pe mohabbat ka taj hai
jawaani o deewaani tu zindabad
jawaani o deewaani tu zindabad

tu bahaaron ka ishaara besahaaron ka sahaara
tu bahaaron ka ishaara besahaaron ka sahaara
sar pe tere haan haan tere bojh hai saara
tere jawaan haathon mein duniya ki laaj hain
tere jawaan haathon mein duniya ki laaj hain
jawaani o deewaani tu zindabad
jawaani o deewaani tu zindabad

tere liye kasme nahi kasme nahi rasme nahi
tere liye kasme nahi kasme nahi rasme nahi
tu kisi ke haan kisi ke bas mein nahi
juda sabhi rasmon se tera har rivaaz hai
juda sabhi rasmon se tera har rivaaz hai
jawaani o deewaani tu zindabad
jawaani o deewaani tu zindabad

peeche hai bachpan deewaana aage budhapa sayaana
peeche hai bachpan deewaana aage budhapa sayaana
saath tere haan haan tere hai ye zamaana
teri nazar to chaand taaron pe aaj hai
teri nazar to chaand taaron pe aaj hai
jawaani o deewaani tu zindabad
jawaani o deewaani tu zindabad
yahan wahan saare jahaan mein tera raj hai
tere hi to sar pe mohabbat ka taj hai
jawaani o deewaani tu zindabad
jawaani o deewaani tu zindabad




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.