Lyrics of Jis gali mein tera ghar - Kati Patang
Movie : Kati Patang
Actors : Rajesh Khanna and Asha Parekh
Music Director : Rahul Dev Burman
Singers : Mukesh
Lyricist : Anand Bakshi
Jis gali mein tera ghar na ho baalma
us gali se hamein to guzarna nahi
jo dagar tere dwaare se jaati na ho
us dagar pe hamein paanv rakhna nahi
jis gali mein tera ghar na ho baalma
zindagi mein kai rangraliyaan sahi
har taraf muskuraati ye galiyaan sahi
zindagi mein kai rangraliyaan sahi
har taraf muskuraati ye galiyaan sahi
khoobsoorat bahaaron ki kaliyaan sahi
jis chaman mein tere pag mein kaante chubhe
jis chaman mein tere pag mein kaante chubhe
us chaman se hamein phool chunna nahi
jis gali mein tera ghar na ho baalma
haan ye rasmein ye kasmein sabhi tod ke
tu chali aa chunar pyaar ki odh ke
haan ye rasmein ye kasmein sabhi tod ke
tu chali aa chunar pyaar ki odh ke
ya chala jaaunga main ye jag chhod ke
jis jagah yaad teri sataane lage
jis jagah yaad teri sataane lage
us jagah ek pal bhi theharna nahi
jis gali mein tera ghar na ho baalma
us gali se hamein to guzarna nahi
jis gali mein tera ghar na ho baalama
Most Popular Items:
- Lyrics of Na koi umang hai - Kati Patang
- Songs of Kati Patang
- Lyrics of Ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam - Kati Patang
- Lyrics of Aaj na chhodenge bas humjoli - Kati Patang
- Lyrics of Ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye - Kati Patang
- Lyrics of Pyaar deewana hota hai - Kati Patang
- Lyrics of Pyaar deewana hota hai mastana hota hai - Kati Patang
- Songs of Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam
- Lyrics of Mere ghar aayi ek nanhi - Kabhi Kabhie
- Lyrics of Ek tera saath hum ko - Wapas
- Lyrics of Pukaarta chala hoon main - Mere Sanam
- Lyrics of Meet na mila re man ka - Abhimaan
- Lyrics of Gali gali mein shor us - Baabarr
- Lyrics of Jhumka gira re bareli - Mera Saaya
- Lyrics of Badli se nikla hai chaand - Sanjog
- Lyrics of Jeb mein hamri do hi rupaiya - Laaga Chunari Mein Daag
- Lyrics of Arziyaan saari main chehre - Dilli 6
- Lyrics of Aaja aye saaye mere - New York
- Songs of Rajesh Khanna
- Songs of Khwab

No Responses to “Lyrics of Jis gali mein tera ghar - Kati Patang”
Please Wait
Leave a Reply