Lyrics of Kab socha tha pyaar yun - Lottery


Movie : Lottery
Actors : Abhijeet Sawant »”>Abhijeet Sawant and Rucha Gujarati
Music Director : Sanjay Pathak and Santosh Singh
Singers : Abhijeet Sawant
Lyricist : Kumaar

Pyaar ki hairaaniyaan chain mein thi bechainiyaan
pyaar ki hairaaniyaan chain mein thi bechainiyaan
dil to parinda hai ishqon se zinda hai
seene mein mar jaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega

aadhi tamanna sulagti hai kyun
ek dard ban ke bilakhti hai kyun
aadhi tamanna sulagti hai kyun
ek dard ban ke bilakhti hai kyun
main saans bhi lunga agar
main saans bhi lunga agar to bhi jiya nahi jaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega

sar pe mere aasmaan ab nahi
na paanv ke niche hai ye zameen
sar pe mere aasmaan ab nahi
na paanv ke niche hai ye zameen
tinka hoon main jhonka koi
tinka hoon main jhonka koi aake uda le jaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega
kab socha tha socha tha pyaar yun tadpaayega




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.