Lyrics of Kasme vaade pyaar wafa - Upkar

Movie : Upkar
Actors : Manoj Kumar and Asha Parekh
Music Directors : Kalyanji Anandji
Singers : Manna Dey
Lyricist : Indeewar

Kasme vaade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya
koi kisi ka nahi ye jhoote naate hain naato ka kya
kasme vaade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya

hoga maseeha
hoga maseeha saamne tere phir bhi na tu bach paayega
tera apna
tera apna khoon hi aakhir tujh ko aag lagaayega
aasmaan mein
aasmaan mein udne waale mitti mein mil jaayega
kasme vaade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya

sukh mein tere
sukh mein tere saath chalenge dukh mein sab mukh modenge
duniya waale
duniya waale tere ban kar tera hi dil todenge
dete hain
dete hain bhagwaan ko dhokha insaan ko kya chhodenge
kasme vaade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya
koi kisi ka nahi ye jhoote naate hain naato ka kya
kasme vaade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya

kaam agar ye
kaam agar ye hindu ka hai mandir kisne loota hai
muslim ka hai kaam agar ye khuda ka ghar kyun toota hai
jis mazhab mein
jis mazhab mein jaayaz hai ye wo mazhab to jhoota hai
kasme vaade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.