Lyrics of Kaun hai jo sapno mein - Jhuk Gaya Aasmaan

Advertisements



Movie : Jhuk Gaya Aasmaan
Actors : Rajendra Kumar and Saira Banu
Music Director : Shankar-Jaikishan
Singers : Mohammed Rafi
Lyricist : Hasrat Jaipuri

Kaun hai jo sapno mein aaya kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi ishq mera rang laaya
kaun hai jo sapno mein aaya kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi ishq mera rang laaya
o priya aa…o priya aa…

zindagi ke har ek mod pe main geet gaata chala ja raha hoon
zindagi ke har ek mod pe main geet gaata chala ja raha hoon
bekhudi ka ye aalam na poocho manzilon se badha ja raha hoon
manzilon se badha ja raha hoon
kaun hai jo sapno mein aaya kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi ishq mera rang laya
o priya aa…o priya aa…

saj gayi aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein
saj gayi aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein
husn jab se mera ho gaya hai mujh pe padti hai sabki nigahein
mujh pe padti hai sabki nigahein
kaun hai jo sapno mein aaya kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi ishq mera rang laya
o priya aa…o priya aa…

Jism ko maut aati hai lekin rooh ko maut aati nahi hai
Jism ko maut aati hai leki rooh ko maut aati nahi hai
ishq roshan hai roshan rahega roshni iski jaati nahi hai
roshni iski jaati nahi hai
kaun hai jo sapno mein aaya kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi ishq mera rang laya
o priya aa…o priya aa…




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Kaun hai jo sapno mein - Jhuk Gaya Aasmaan”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.