Lyrics of Khoya khoya chand - Kala Bazar

Advertisements



Movie : Kala Bazar
Actors : Dev Anand, Waheeda Rehman
Music Directors : S D Burman
Singer : Mohammad Rafi
Lyricist : Shailendra

ho ho ho khoya khoya chaand
khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi
ho ho khoya khoya chaand
khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi
ho ho khoya khoya chaand

masti bhari hawa jo chali
masti bhari hawa jo chali
khil khil gayi ye dil ki kali
mann ki gali mein hai khalbali
ke unko to bulaao
ho ho khoya khoya chaand
khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi
ho ho khoya khoya chaand

taare chale nazaare chale
taare chale nazaare chale
sang sang mere wo saare chale
chaaron taraf ishaare chale
kisi ke to ho jao
ho ho khoya khoya chaand
khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi
ho ho khoya khoya chaand

aisi hi raat bheegi si raat
aisi hi raat bheegi si raat
haathon mein haath hote wo saath
keh lete unse dil ki ye baat
ab to na sataao
ho ho khoya khoya chaand
khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi
ho ho khoya khoya chaand

hum mit chale jinke liye
hum mit chale hai jinke liye
bin kuch kahe wo chup chup rahe
koi zara ye unse kahe
na aise aajmao
ho ho khoya khoya chaand
khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi
tumko bhi kaise neend aayegi
ho ho khoya khoya chaand
khoya khoya chaand
khoya khoya chaand
khoya khoya chaand
khoya khoya chaand
khoya khoya chaand




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Khoya khoya chand - Kala Bazar”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.