Lyrics of Khushnuma aawara sa besabab - Dil Dosti Etc


Movie : Dil Dosti Etc
Actors : Shreyas Talpde, Imaad Shah and Nikita Anand
Music Director : Siddharth, Suhas, Agnee
Singers : K Mohan
Lyricist : Siddharth and Suhas

Khushnuma aawara sa besabab bechaara sa
lamha tha
zindagi ke aasmaan mein toota sa wo taara tha
tanha tha
keh rahe hai zarre dekho raaston se guzra tha yahaan
dhoondate hain usko lekin gaayab hai pairon ke nishaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha kahaan ye kho gaya ik pal mein tanha ho gaya

aaye jo mausam naye manzar badal jaayenge
shaakhon se patte gire gira ke kidhar jaayenge
keh rahe hai zarre dekho raaston se guzra tha yahaan
dhoondate hain usko lekin gaayab hai pairon ke nishaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha kahaan ye kho gaya ik pal mein tanha ho gaya
lamha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha kahaan ye kho gaya ik pal mein tanha ho gaya

shabnam ka katra hai ye shole bujha jaayega
kar jaayega aankhe nam yaadon mein bas jaayega
baarishon ki boonde barse baadalon ke dil halke hue
jaane pehchaane chehron ke aks bhi kyun dhundhle hue
lamha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan tanha ye jaayega kahaan
tanha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan tanha ye jaayega kahaan
tanha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan
lamha ye jaayega kahaan tanha ye jaayega kahaan
tanha ye jaayega kahaan




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.