Lyrics of Kitna pyaara waada hai - Caravan

Advertisements



Movie : Caravan
Actors : Jeetendra and Asha Parekh
Music Director : R D Burman
Singers : Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri

O soniye maar sutiya
kitna pyaara waada
kitna pyaara waada hai in matwaali aankhon ka
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal….o saathiya o beliya

kitna pyaara waada
hai in matwaali aankhon ka
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal

ho ujaala ya andhera
kahin na chhoote haath mera
koi mera na tere bin
piya nibhaana saath mera
are kora kora gora gora
ye ang tora haaye
paagal mohe bana diya
kitna pyaara waada
hai in matwaali aankhon ka
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal

barson maine man jalaaya
mili palkon ki tab ye chhaaya
kaante mere tan mein toote
gale se toone tab lagaaya
o saiyaan pyaare chalta ja re baiyaan daare haaye
garva tohe laga liya
kitna pyaara waada
hai in matwaali aankhon ka
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal

roz utha ke ye nayanwa
chhua karungi tora manwa
jaise pehli baar chaaha
sada chaahungi main sajanwa
haaye tere naina mere naina
phir kya kahna haaye
kya kya na maine pa liya
kitna pyaara waada
hai in matwaali aankhon ka
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal……o sathiya o beliya
kitna pyaara waada
hai in matwaali aankhon ka
is masti mein soojhe na kya kar daalun haal
mohe sambhaal……o sathiya o beliya
o sathiya o beliya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Kitna pyaara waada hai - Caravan”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.