Lyrics of Koi na jaane kya hoga - Hijack


Movie : Hijack
Actors : Shiney Ahuja, Esha Deol and Kaveri Jha
Music Director : Justin Uday
Singers : K K and Shilpa Rao

Koi na jaane kya hoga kal
kaise honge aane waale pal
koi na jaane kya hoga kal
kaise honge aane waale pal
dooba savera ho chaaya andhera ho
maula dikha de rasta
gum ka ye saaya ho
khushiyon pe chaaya ho
maula dikha de rasta

koi na jaane kya hoga kal
kaise honge aane waale pal
koi na jaane kya hoga kal
kaise honge aane waale pal
dooba savera ho chaaya andhera ho
maula dikha de rasta
gum ka ye saaya ho
khushiyon pe chaaya ho
maula dikha de rasta

waqt jo beeta hai yaad aa gaya
aankhon mein baarishein barsa gaya
wo din wo raatein wo mulakaatein
yaadon mein hai bas wo saari baatein
rishte na toote ho
daaman na chhute ho
maula dikha de rasta
koi na jaane kya hoga kal
kaise honge aane waale pal
khauff ke saaye mein hai zindagi
har taraf hai khadi ye bebasi
ab hai sahara
bas in duaon ka
ab tu hi modey rukh in hawaaon ka
tukhko bulaaye ho
sun le sadayein ho
maula dikha de rasta
koi na jaane kya hoga kal
kaise honge aane waale pal
dooba savera ho chaaya andhera ho
maula dikha de rasta
gum ka ye saaya ho
khushiyon pe chaaya ho
maula dikha de rasta




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.