Lyrics of Kya khoob lagti ho - Dharmatma
Movie : Dharmatma
Actors : Feroz Khan and Hema Malini
Music Director : Kalyanji Anandji
Singers : Mukesh and Kanchan
Lyricist : Indeewar
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
phir se kaho kehte raho achha lagta hai
jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
tareef karoge kab tak bolo kab tak
mere seene mein saans rahegi jab tak
kab tak main rahungi man mein
haan man mein
sooraj hoga jab tak neel gagan mein
phir se kaho kehte raho achha lagta hai
jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
khush ho na mujhe tum pa kar mujhe paa kar
pyaase dil ko aaj mila hai saagar
kya dil mein hai aur tamannaa
hai tamannaa har jeevan mein
tum mere hi bananaa
phir se kaho kehti raho achha lagta hai
jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
phir se kaho kehti raho achha lagta hai
jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
Most Popular Items:
- Lyrics of Aayi ab munni ki baari - Welcome to Sajjanpur
- Songs of Dharmatma
- Lyrics of Shehar haaye khoob kya - Chal Chalein
- Ghajini Dharmatma to share the success
- Lyrics of Tum se badh kar - Kaamchor
- Feroz Khan passes away
- Lyrics of Laal chadi maidaan khadi - Janwar
- Lyrics of Haule haule ho jayega pyar - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Ye mausam aaya hai - Aakraman
- Lyrics of Peene walon ko peene ka - Haath Ki Safaai
- Lyrics of Haathon mein aa gaya - Aao Pyaar Karen
- Lyrics of Pyaar deewana hota hai - Kati Patang
- Lyrics of Pyaar deewana hota hai mastana hota hai - Kati Patang
- Lyrics of Do Not Disturb - Do Knot Disturb
- Lyrics of Jaane kyun dil jaanta hai - Dostana
- Lyrics of Chhod do anchal zamana - Paying Guest
- Lyrics of Mere rang mein rangne - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Dont say alvida - Main Aur Mrs Khanna
- Lyrics of April fool banaya to unko - April Fool
- Hit songs of Upen Patel

No Responses to “Lyrics of Kya khoob lagti ho - Dharmatma”
Please Wait
Leave a Reply