Lyrics of Kyun hai ye khamoshiyaan - All The Best


Movie : All The Best
Actor : Sanjay Dutt, Ajay Devgan and Bipasha Basu
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer : Clinton Cerejo
Lyricist : Kumaar

Kyun hai ye khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya mausam bhi hai naya
sookhi zameen bheega hai aasmaan
kyun hai ye khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya mausam bhi hai naya
sookhi zameen bheega hai aasmaan
kyun hai ye khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya mausam bhi hai naya
sookhi zameen bheega hai aasmaan

jo phele thi ab wo nahi hai hawaien
kya ho gaya hai ye kaise bataein
phele thi ab wo nahi hai hawaien
kya ho gaya hai ye kaise bataein

humne socha nahi tha
aansoo mein doobega lamha khushi ka
kaise ye silsile hai
hai paas phir bhi bahut faasle hai
kyun hai ye tanhaiyaan
jaane kyun soona sa hai jahaan
din jaise raat hai jaane kya baat hai
rootha hua hai humse ye sama
jo pehle thi ab wo nahi hai hawaayen
kya ho gaya hai ye kaise bataayen

rishte bikhre hue hai phir se inhe jod le sochte hai
raahen kehne lagi hai apni juda koi manzil nahi hai
kyun hai ye khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya mausam bhi hai naya
sookhi zameen bheega hai aasmaan
kyun hai ye khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya mausam bhi hai naya
sookhi zameen bheega hai aasmaan
jo phele thi ab wo nahi hai hawaien
kya ho gaya hai ye kaise bataein
phele thi ab wo nahi hai hawaien
kya ho gaya hai ye kaise bataein




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.