Lyrics of Laaga chunari mein daag - Dil Hi To Hai


Movie : Dil Hi To Hai
Actors : Raj Kapoor and Nutan
Music Director : Roshan and Omi Sonik
Singers : Manna Dey
Lyricist : Sahir Ludhianvi

Laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag
chunari mein daag chhupaun kaise
ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag

ho gayi maili mori chunariya
kore badan si kori chunariya
ho gayi maili mori chunariya
kore badan si kori chunariya
jaake babul se nazrein milaaun kaise ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag

bhool gayi sab vachan bida ke
kho gayi main sasuraal mein aake
bhool gayi sab vachan bida ke
kho gayi main sasuraal mein aake
jaake babul se nazrein milaaun kaise ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag

kori chunariya aatma mori
mail hai maaya jaal
kori chunariya aatma mori
mail hai maaya jaal
wo duniya more babul ka ghar
ye duniya sasuraal
haan jaake babul se nazrein milaaun kaise ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag laaga chunari mein daag




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.