Lyrics of Maan gaye mughal e azam - Maan Gaye Mughal E Azam

Advertisements



Movie : Maan Gaye Mughal E Azam
Actors : Rahul Bose, Mallika Sherawat, Paresh Rawal, Kay Kay Menon
Music Director : Anu Malik
Singers : Shaan, Mahalaxmi, Anushka Manchanda, Ishq Bector
Lyricist : Sanjay Chhel

Maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
wo ooo…

main to kali ka main to kali ka deewana main yaar
main to kali pe main to kali pe apna dil gaya haar
main to kali se main to kali se karna chaahu ikraar
chaahe chunwa do chaahe chunwa do lambi lambi deewaar

oooo….
maan gaye mughal e azam ishq mein dooba ye aalam
maan gaye mughal e azam ishq mein dooba ye aalam
jab what
jab cum on
jab chal na
jab kab
jab pyar kiya to darna kya
jab…
jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi chori nahi ki

maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda

pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya
jab tu
jab main
jab hum
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya
maan gaye mughal e azam ishq mein dooba ye aalam
maan gaye mughal e azam ishq mein dooba ye aalam

prem nagar ka prince hoon main aur tu hai rathkasaa
maine tujhko tune mujhko naino mein phasa
jab kya
jab waah
jab aah
jab jaa..

teer chale talwar chale ya roke baadshaah
apna pyar masha allah kiski hai parwaah
ishq ka ye asar, chakh le o bekhabar, chakh le o bekhabar
teer chale talwar chale ya roke baadshaah
apna pyar masha allah kiski hai parwaah
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya

jab so wat
jab who cares
jab aa haan..
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda

shehzaada main cool cool tu sexy anarkali
apna charcha shehar shehar aur gossip gali gali
jab me
jab you
jab true
jab..

zanjeerein deewaarein pehre always lagti rahein
we don’t care keh kar paagal premi milte rahein
ishq ka ye nasha, har taraf har disha, har taraf har disha
zanjeerein deewaarein pehre always lagti rahein
we don’t care keh kar paagal premi milte rahein

pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya
jab tan
jab man
jab done
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya

maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki
wo o oo..

mughal e, mughal e, mughal e, azam
maan gaye mughal e azam
mughal e mughl e mughal e azam
maan gaye mughal e azam




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Maan gaye mughal e azam - Maan Gaye Mughal E Azam”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.