Lyrics of Maana janaab ne pukaara - Paying Guest

Advertisements



Movie : Paying Guest
Actors : Dev Anand and Nutan Behl
Music Director : Sachin Dev Burman
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri

Maana janaab ne pukaara nahi
kya mera saath bhi ganwara nahi
muft mein ban ke chala diye tan ke
wallah jawab tumhara nahi
maana janaab ne pukaara nahi
kya mera saath bhi ganwara nahi
muft mein ban ke chala diye tan ke
wallah jawab tumhara nahi
maana janaab ne pukaara nahi

yaaron ka chalan hai ghulaami
dete hain haseeno ko salaami
yaaron ka chalan hai ghulaami
dete hain haseeno ko salaami
gussa na kijiye jaane bhi dijiye
bandagi to bandagi to lijiye sahab
maana janaab ne pukaara nahi
kya mera saath bhi ganwara nahi
muft mein ban ke chala diye tan ke
wallah jawab tumhara nahi
maana janaab ne pukaara nahi

toota phoota dil ye hamaara
jaisa bhi hai ab hai tumhara
toota phoota dil ye hamaara
jaisa bhi hai ab hai tumhara
idhar dekhiye nazar pheriye
dillagi na dillagi na kijiye sahab
maana janaab ne pukaara nahi
kya mera saath bhi ganwara nahi
muft mein ban ke chala diye tan ke
wallah jawab tumhara nahi
maana janaab ne pukaara nahi

maasha allaah kehna to maana
ban gaya bigda zamaana
maasha allaah kehna to maana
ban gaya bigda zamaana
tum ko hasa diya pyaar sikha diya
tum ko hasa diya pyaar sikha diya
shukriya to shukriya to kijiye sahab
maana janaab ne pukaara nahi
kya mera saath bhi ganwara nahi
muft mein ban ke chala diye tan ke
wallah jawab tumhara nahi
haaye wallah jawab tumhara nahi
haaye wallah jawab tumhara nahi




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Maana janaab ne pukaara - Paying Guest”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.