Lyrics of Maar diya jaaye ki - Mera Gaon Mera Desh


Movie : Mera Gaon Mera Desh
Actors : Dharmendra and Asha Parekh
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi

Maar diya jaaye ki chhod diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
maar diya jaaye ki chhod diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
jaam diya jaaye ke zehar diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye

kaanch ki choodiyan bhi maine khankaayi
apni zulfein bhi maine to bikhraayi
kaanch ki choodiyan bhi maine khankaayi
apni zulfein bhi maine to bikhraayi
tujh ko zanjeerein haan
zanjeeren tujh ko haan haan
tujh ko zanjeerein lekin pasand aayi
qaid kiya jaaye ki chhod diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye

aa rahi hai hasi teri kahani pe
aa raha hai taras teri jawani pe
aa rahi hai hasi teri kahani pe
aa raha hai taras teri jawani pe
aaj tu hai meri tu hai tu hai meri
aaj tu hai meri meharbaani pe
tod diya jaaye ki dil jod diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye

ek bujhti hui shamma ke parwaane
aakhri aarzoo kya hai mastaane
ek bujhti hui shamma ke parwaane
aakhri aarzoo kya hai mastaane
aaj tera girebaan tera tera girebaan
aaj tera girebaan o deewane
chaak kiya jaaye ki chhod diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
maar diya jaaye ki chhod diya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye
bol tere saath kya sulook kiya jaaye




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.