Lyrics of Main chala main chala - Jashnn
Movie : Jashnn
Actors : Adhyayan Suman and Anjana Sukhani
Music Director : Sharib Sabri & Toshi Sabri
Singers : Nouman Javaid
Lyricist : Nouman Javaid
Tanha tanha main yoon phira apno mein reh kar akela
aisa gira na uth saka main chala main chala
main chala main chala
main chala main chala
main chala main chala
main chala main chala main chala
lamha lamha ghutan hai aankhe bin tere nam hain
mere jalte jahan mein bas yahi ek ghum hai
dil ki veeraniyaan dhoonde tujhe
raahon ke faasle kyun badh gaye
kaisi ye zindagi jo hum jiye
isne aansoo aur ghum diye
main chala main chala main chala
main chala main chala main chala main chala
main chala main chala main chala main chala
ankahi ye kahani bin kahe hai sunaani
lab pe khaamoshiyaan hain ashqon mein hai rawaani
saanso ke silsile thamne lage
lafzon ke sab diye bujhne lage
lamhon ki aag mein kuchh yoon jala
main apne aap se bhi kho gaya
main chala main chala main chala
main chala main chala main chala main chala
main chala main chala main chala main chala
main chala main chala main chala
Most Popular Items:
- Lyrics : ‘ Koi chala jaa raha hai’ of Woodstock Villa
- Lyrics of Pukaarta chala hoon main - Mere Sanam
- Lyrics of Kab chehra tera in aankhon ne - Lottery
- Lyrics of Teri duniya se ho ke - Pavitra Paapi
- Lyrics of Teri yaad dil se bhulaane - Hariyali aur Raasta
- Lyrics of Main zindagi ka saath - Hum Dono
- Lyrics of Kabhi chaand bankar tum - Lottery
- Lyrics of Aaj ki raat mere dil ki - Ram aur Shyam
- Lyrics of Ajnabi khwaab mein - Superstar
- Lyrics of Main hoon jhum jhum - Jhumroo
- Lyrics of Banphool
- Songs of Jashnn
- Lyrics of Tere bin kahan hum se - Jashnn
- Lyrics of Chala jaata hoon kisi ki - Mere Jeewan Saathi
- Lyrics of Kab tujhe zindagi se - Dhokha
- Lyrics of Wo pehli baar jab hum mile - Pyar Mein Kabhi Kabhi
- Lyrics of Wo pehli baar jab hum - Pyar Mein Kabhi Kabhi
- Lyrics of Aye gulbadan aye gulbudan - Professor
- Lyrics of Dekhun tujhe to pyaar aaye - Apne
- Lyrics of Baabu samajho ishaare horan pukaare - Chalti Ka Naam Gaadi

No Responses to “Lyrics of Main chala main chala - Jashnn”
Please Wait
Leave a Reply