Lyrics of Main na bhulunga -Roti Kapda Aur Makan
Movie : Roti Kapda Aur Makan
Singers : Mukesh and Lata Mangeshkar,
Lyricists : Santosh Anand
Actors : Manoj Kumar, Shashi Kapoor and Zeenat Aman
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Main na bhulunga main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
in rasmon ko in kasmon
in rishte naaton ko
main na bhulunga main na bhulungi
main na bhulungi main na bhulunga
in rasmon ko in kasmon
in rishte naaton ko
main na bhulunga main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
chalo jag ko bhulein
chalo jag ko bhulein
khayalon mein jhoomein
baharon mein dolein
baharon mein dolein
sitaron ko chhoo lein
aa teri main maang sawaroon tu dulhan ban ja
maang se jo dulhan ka rishta
main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
samay ki dhara mein
umar beh jani hai
jo ghadi ji lenge
jo ghadi ji lenge wahi reh jani hai
main ban jaun saans akhiri
tu jeewan ban ja
jeewan se saanso ka rishta
main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
barasta sawan
ho mehekta aangan ho
kabhi dil dulha ho
kabhi dil dulhan ho
gagan bankar jhoomein
pawan bankar jhoomein
chalo hum raah modein
kabhi na sang chhodein
taras chakh jana hai
nazar chakh jana hai
kahin pe bas jayenge
ye din kat jayenge
arey kya baat chali wo dekho raat dhali
ye baate chalti rahein
ye raatein dhalti rahein
main mann ko mandir kar daalu
tu pujan ban ja
mandir se pooja ka rishta
main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
in rasmon ko in kasmon
in rishte naaton ko
main na bhulunga main na bhulungi
main na bhulunga main na bhulungi
Most Popular Items:
- Lyrics of Naach meri bulbul - Roti
- Lyrics of Daal roti khaao prabhu ke - Jwaar Bhata
- Songs of Roti Kapda Aur Makaan
- Lyrics of Tumne mere seene se patthar - Toss
- Songs of Ghar Ek Mandir
- Songs of Ek Main Aur Ek Tu
- Hit songs of Phaansi
- Top songs of Roti Ki Keemat
- Songs of Maan Gaye Ustaad
- Songs of New Delhi Times
- Lyrics of Gore rang pe na itna gumaan kar - Roti
- Songs of Kala Pani
- Songs of Manoj Kumar
- Top songs of Kalyug
- Lyrics of Duniya mein rehna hai to - Haathi Mere Saathi
- Songs of Heera Aur Patthar
- Songs of Ek Aur Ek Gyarah
- Hit songs of Chor Sipahee
- Lyrics of O ram ji bada dukh deena - Ram Lakhan
- Lyrics of the song “Akele tanha” from the movie Darling

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply