Lyrics of Main teri dhun mein - Shoot Out At Lokhandwala

Movie : Shoot Out At Lokhandwala
Actors : Sanjay Dutt, Vivek Oberoi, Tusshar Kapoor and Dia Mirza
Music Director : Anand Raj Anand and Mika Singh
Singers : Anand Raaj Anand and Sunidhi Chauhan
Lyricist : Sanjay Gupta

Sun o mere ranjhiya ye preet badi dukhdaayi
is mein kharcha jaan ka aur ghum ki mile kamaayi

dil ke taar baj baj ke yaar
kehte hai pyaar mujhe tujh se pyaar
dil ke taar baj baj ke yaar
kehte hai yaar aa ja
ho mere yaar mila hai sang tera
main shukr karaan har dum tera
ho mere yaar mila hai sang tera
main shukr karaan har dum tera
koi hor nahi hun kam mera
koi hor nahi hun kam mera
main teri dhun mein
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya

jeena hai mujhe jeene ke llye
meri jaan main tujh pe marta hoon
haaye sad ke soniya
jeena hai mujhe jeene ke llye
meri jaan main tujh pe marta hoon
is tere kitaabi chehre ko geeta ki tarah main padhta hoon
ye ishq tera ye ishq mera
ye ishq tera ye ishq mera lagta hai saanjha ho gaya
dil teri dhun mein
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya

sun jaaneman
sun jaaneman ab dil ye kahin nahi lagta hai
sun jaaneman
sun jaaneman ab dil ye kahin nahi lagta hai
deedar tera jab karta hoon
thoda sa sukoon tab milta hai main dor dor chaahat ki dor
main dor dor chaahat ki dor to preet ka manjha ho gaya
main teri dhun mein
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya

ho mere yaar mila hai sang tera
main shukr karaan har dum tera
ho mere yaar mila hai sang tera
main shukr karaan har dum tera
koi hor nahi hun kam mera
koi hor nahi hun kam mera
main teri dhun mein
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya
main teri dhun mein kho gaya teri ishq mein ranjha ho gaya

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.