Lyrics of Main Waha Jaha Pe Tu Hai - Raaz : The Mystery Continues
Movie : Raaz - The Mystery Continues
Singers : Kk
Song : Main Waha Jaha Pe Tu Hai
Lyricist : Sayeed Quadri
Actors : Emraan Hashmi, Adhyayan Suman, Kangna Ranaut
Music Director : Sharib - Toshi
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana haa
O jaana haa
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana haa
O jaana haa
Har waqt tu hi tu hai
Har zidd tu hi tu hai
O jaana haa
Tum saath mere hardum chaahe kahin bhi hoon
O jaana haa
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana haa
na na na na
na na na na
Din raat sochta hoon
Tujhe itna pyaar main doon
Jo kabhi utar na paaye
Tujhe wo khumar main doon
Mujhe aise tu kuchh mila hai
Jaise ke koi dua hai
Tujhpe koi aanch aaye to
Main khud ko bhi jala loon
Har din mujhi mein tu hai
Har shab mujhi me tu hai
Har din mujhi mein tu hai
Har shab mujhi me tu hai
O jaana haa
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana haa
O jaana haa
Har pal tujhe sambhaalun
Tere saare ghum utha loon
Mera dil to yahi chaahe
Tujhe rooh mein saja loon
Tera aks noor sa hai
Tu ek suroor sa hai
dilkash teri ada ka
Har lamha main chura loon
Hardum khudi mein tu hai
Meri bekhudi mein tu hai
Hardum khudi mein tu hai
Meri bekhudi mein tu hai
O jaana haa
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana haa
O jaana haa
Most Popular Items:
- Lyrics of O Banda re - Raaz- The Mystery Continues
- Lyrics of Kaisa Ye Raaz Hai - Raaz - The Mystery Continues
- Cast and crews of “Raaz-The Mystery Continues” are promoting their movie
- Hit songs of Raaz - The Mystery Continues
- Lyrics of O jaana o jaana - Raaz: The Mystery Continues
- Lyrics of Maahi Aaja Re Maahi - Raaz - The Mystery Continues
- Emraan not exclusive to the Bhatt’s
- Lyrics of Tu bas de de mera saath - Raaz : The Mystery Continues
- Dino and Bips bump into each other
- Jashn is the story of my life: Adhyayan
- Kangana lets Priyanka dance to the songs of Fashion
- Lyrics of Nazar mein hai - Good Luck
- Lyrics of Nazar mein hai koi chehra - Goodluck
- Lyrics of Yaari hai imaan mera yaar - Zanjeer
- Jackie to play Kangana’s father in Raaz-2
- Adhyayan turned director in Jashn
- Lyrics of Hai aapna dil to aawara na jaane- Solvan Saal
- Meet the new and improved Adhyayan Suman
- Lyrics of ‘Kashmakash’ from Sunday
- Lyrics of Milo na tum to - Heer Ranjha

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply