Lyrics of Maine pyaar kiya - Maine Pyar Kiya

Advertisements



Movie : Maine Pyar Kiya
Actors : Salman Khan and Bhagyashree
Music Directors : Ram Lakshman
Singers : S P Balasubrimaniam and Lata Mangeshkar
Lyricist : Dev Kohli and Assad Bhopali

Dil de ke dard e mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
maine o maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai o

dil de ke dard e mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

pehle pehal jab use maine dekha
wo ban gayi meri kismat ki rekha
khabar kya thi ye baat itni badhegi
mohabbat mein mehnat bhi karni padegi
dilwaale mehnat se darte nahi hai
darte hain wo pyaar karte nahi hai
maine o maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai o

duniya ki daulat thukra chuka hoon
zulfon ki chhaaon mein aa kar ruka hoon
ye chhaaon meri hai meri rahegi
jo main kahunga wo duniya kahegi
ye chaand suraj bhi chhode chamakna
mushkil hai mere iraade badalna
maine o maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai o

main teri dil tera ye jaan teri
tera mohabbat hai pehchaan meri
main aaj kehti hoon ye sab ke aage
ek din main keh dungi ye rab ke aage
tujh ko hi bigde banaana padega
bichhde hue dil milana padega
maine o maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai o

dil de ke dard e mohabbat liya hai
soch samajh ke ye sauda kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Maine pyaar kiya - Maine Pyar Kiya”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.