Lyrics of Matwaala jiya dole piya - Mother India


Movie : Mother India
Actors : Nargis, Sunil Dutt and Rajendra Kumar
Music Director : Naushad Ali
Singers : Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lyricist : Shakeel Badayuni

Matwaala jiya dole piya jhoome ghata
chhaye re baadal
karna hai to kar pyaar
na dar beeti umar aayegi na kal
are paagal are paagal
matwaala jiya dole piya jhoome ghata
chhaye re baadal
karna hai to kar pyaar
na dar beeti umar aayegi na kal
are paagal are paagal matwaala jiya
haaye re jiya ho

armaan bhara dil hai balam tere hawaale
tu apna bana le are tu apna bana le
armaan bhara dil hai balam tere hawaale
tu apna bana le are tu apna bana le
saawan hai jawaani pe lagi dil ki bujha le
has le zara ga le are
has le zara ga le
saawan hai jawaani pe lagi dil ki bujha le
has le zara ga le are
has le zara ga le

naache mera man aaj
sajan chhan chhanan bole re paayal
naache mera man aaj
sajan chhan chhanan bole re paayal
karna hai to kar pyaar
na dar beeti umar aayegi na kal
are paagal are paagal matwaala jiya
haaye re jiya ho

dil tera deewana meri aankhen bhi deewaani
kuchh de de nishaani are
kuchh de de nishaani
dil tera deewana meri aankhen bhi deewaani
kuchh de de nishaani are
kuchh de de nishaani

duniya ke maze loot le jeevan hai kahaani
do din hai jawaani are do din hai jawaani
duniya ke maze loot le jeevan hai kahaani
are do din hai jawaani
duniya hai badi jaadu bhari
meri gali saath mere chal
duniya hai badi jaadu bhari
meri gali saath mere chal
karna hai to kar pyaar
na dar beeti umar aayegi na kal
are paagal are paagal
matwaala jiya dole piya jhoome ghata
chhaye re baadal
karna hai to kar pyaar
na dar beeti umar aayegi na kal
are paagal are paagal
are paagal are paagal
matwaala jiya haaye re jiya ho




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.