Lyrics of Mausam ye awesome bada - Kidnap

Advertisements

Movie : Kidnap
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan and Minissha Lamba
Music Director : Sandeep
Singers : Shreya Ghoshal
Lyricist : Sanjeev Vyas

Sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Dekhe koi chhede mujhe mausam manchala

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Phir khula aasman tune mujhe hai de diya
Shukriya shukriya kaise kahun mein shukriya
Kya kahun kya karun
Bas mein nahi hai ye jiya
Jee liya jee liya is pal ko maine jee liya
Kal phir se ye pal hoga na hoga ye samaa

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Chulbuli chulbuli kaisi hawa ye chulbuli
Gudgudi gudgudi saare badan mein gudgudi
Door se dhoondti kiski nigahein aa rahi
Kyon mujhe yun nayi itne aadayein aa rahi
Geela hai tan bheega badan mann mein pyaas kya

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Sun sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Dekhe koi chhede mujhe mausam manchala
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

 

No Responses to “Lyrics of Mausam ye awesome bada - Kidnap”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.