Lyrics of Meri bhains ko danda kyun maara - Pagla Kahin Ka


Movie : Pagla Kahin Ka
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Manna Dey
Lyricist : Hasrat Jaipuri

Meri bhains ko danda
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara

wo laddoo pede khaati hai
wo pedon pe chadh jaati hai
wo laddoo pede khaati hai
wo pedon pe chadh jaati hai
ye machchhar been bajaate hain
wo apna raag sunaati hai
wo thummak thummak naache
jab main dil ka bajaaun
main dil ka bajaaun iktaara
meri bhains ko danda
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara

arre ghar ka ye ik station hai
aur jhandi pyaari pyaari hai
arre ghar ka ye ik station hai
aur jhandi pyaari pyaari hai
hum sab to rail ke dibbe hain
wo apni engine gaadi hai
wo gussa jab bhi karti hai
to ban jaati hai
to ban jaati hai angaara
meri bhains ko danda
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara

bondhu re bondhu re
wo jaan se badhkar pyaari hai
bondhu re bondhu re
kya bolun main
kya bolun main ik kataari hai
bondhu re bondhu re
wo jaan se badhkar pyaari hai
kya bolun ik kataari hai
wo jaan se badhkar pyaari hai
kya bolun ik kataari hai
kajraari uski ankhiyaan hain
is baat pe apni yaari hai
maine to apni kallo ka hai naam rakha
hai naam rakha jahaanara
meri bhains ko danda
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara
wo khet me chaara charti thi
tere baap ka wo kya karti thi
meri bhains ko danda kyun maara




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.