Lyrics of Milti hai zindagi mein - Aankhein
Movie : Aankhein
Actors : Dharmendra, Mala Sinha
Music Director : Ravi
Singers : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
hoti hai dilbaron ki
inaayat kabhi kabhi
hoti hai dilbaron ki
inaayat kabhi kabhi
sharma ke munh na fer
nazar ke sawaal par
sharma ke munh na fer
nazar ke sawaal par
laati hai aise mod pe
kismat kabhi kabhi
laati hai aise mod pe
kismat kabhi kabhi
milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
khulte nahi hain roz
dariche bahaar ke
khulte nahi hain roz
dariche bahaar ke
aati hai jaan-e-man
ye qayamat kabhi kabhi
aati hai jaan-e-man
ye qayamat kabhi kabhi
milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
tanha na kat sakenge
jawani ke raste
tanha na kat sakenge
jawani ke raste
pesh ayegi kisiki
zarurat kabhi kabhi
pesh ayegi kisiki
zarurat kabhi kabhi
milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
phir kho na jaaye hum kahin
duniya ki bheed mein
phir kho na jaaye hum kahin
duniya ki bheed mein
milti hai paas aane ki
mohalat kabhi kabhi
milti hai paas aane ki
mohalat kabhi kabhi
hoti hai dilbaron ki
inaayat kabhi kabhi
milti hai zindagi mein
mohabbat kabhi kabhi
Most Popular Items:
- Lyrics of Milti Hai Zindagi Mein - Aankhein
- Lyrics of Kar le pyaar kar le - Sacha Jhootha
- Lyrics of Ajnabi shehar hai - Jaaneman
- Lyrics of Dhadkane kehti hain - Lottery
- Lyrics of Ye zindagi usi ki hai - Anarkali
- Lyrics of Mere khuda karam ye aata ho - Sorry Bhai
- Lyrics of Saare sheher mein kahin to - Mere Khwabon Mein Jo Aaye
- Lyrics of Aaj fir jeene ki tamanna hai - Guide
- Lyrics of Zindagi zindagi kya - Yuvraaj
- Lyrics of Ye veeraniyaan - Namaste London
- Lyrics of Duniya mein rehna hai to - Haathi Mere Saathi
- Lyrics of Zindagi mein nayi baat hone - Mere Khwabon Mein Jo Aaye
- Lyrics of Aaye ho meri zindagi - Raja Hindustani
- Lyrics : ‘ World hold on zara’ of Mission Istanbul
- Lyrics of Aur mar ke tu jee - Luck
- Lyrics of Tu is tarah se meri - Aap Toh Aisa Na The
- Lyrics of Hum chale gaye hum bekhudi - Kala Pani
- Lyrics of Roshan har dil dua - E M I
- Lyrics of Aanewala pal jaanewala hai - Golmaal
- Lyrics of Zindagi ye safar mein hai - Dil Kabaddi

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply