Lyrics of Mujh ko thand lag rahi hai - Main Sundar Hoon

Movie : Main Sundar Hoon
Actors : Biswajeet and Leena Chandavarkar
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Kishore Kumar and Asha Bhonsle
Lyricist : Anand Bakshi

Mujh ko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja
mujh ko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja
na ja na ja na ja na ja
aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa

na aa na aa na aa na aa

aag aur paani ka sangam ho to kya anjaam ho

naam dono ka zamaane mein bahut badnaam ho

jo badnami ka dar tha to phir pyaar kyon kiya
mujh ko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja
na ja na ja na ja na ja
aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa

door rehna chaahiye thoda sa mulakaat mein

kya kaha phir se to kehna haath lekar haath mein

hosh mein rehne de madhosh na bana
aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa
na aa na aa na aa na aa
mujh ko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja

kya karoon hothon pe is dil ke fasaane aa gaye

do mulakaaton mein tujh ko sau bahaane aa gaye

log sunte hain saare ahista ahista
mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja
na ja na ja na ja na ja

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.