Lyrics of Mujhe allah ki kasam - Sanam Bewafa

Movie : Sanam Bewafa
Actors : Salman Khan and Chandni
Music Directors : Mahesh-Kishore
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Sawan Kumar Tak

Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
bina eid ke hi chand ka deedar ho gaya
bina eid ke hi chand ka deedar ho gaya
deedar ho gaya tum se pyar ho gaya

paaon mein ghungroo baandh kar naachi hai jawaani
naachi hai jawaani
paaon mein ghungroo baandh kar naachi hai jawaani
naachi hai jawaani
ulfat ki shuru ho gayi ek nayi kahaani
ek nayi kahaani
dekho husna phir se ishq par nisaar ho gaya
dekho husna phir se ishq par nisaar ho gaya
nisaar ho gaya
tum se pyar ho gaya

jee chaahta hai choom loon hothon ko tumhare
hothon ko tumhare
jee chaahta hai choom loon hothon ko tumhare
hothon ko tumhare
ye honth kya hai jism o jaan hain naam tumhare
ye dil deewana aap ka sarkaar ho gaya
ye dil deewana aap ka sarkaar ho gaya
sarkaar ho gaya tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
bina eid ke hi chaand ka deedar ho gaya
mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya ho gaya

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.