Lyrics of Mujhe buddha mil gaya - Sangam

Movie : Sangam
Actors : Raj Kapoor, Rajendra Kumar and Vaijayantimala
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Shailendra

Main ka karoon raam mujhe buddha mil gaya
main ka karoon raam mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya ho buddha mil gaya
haaye main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

sab jo gaye baagh mera buddha bhi chala gaya

sab to laaye phool buddha gobhi le kar aa gaya

main ho gayi badnaam mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya haaye buddha mil gaya
haaye main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

main gudiya haseen meri morni si chaal hai

sar men safed
sar men safed us ke daada ji sa baal hai

kya hoga anjaam mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya haaye buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

pariyon ke desh mujhe buddha le ke aa gaya

maine jo uthaaya ghoonghat buddha gussa kha gaya

bigde saare kaam mujhe buddha mil gaya
haaye kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya haaye buddha mil gaya
haaye main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.