Lyrics of Na jaane kyun hota hai - Chhoti Si Baat
Movie : Chhoti Si Baat
Actors : Amol Palekar and Vidya Sinha
Music Director : Salil Chowdhury
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Pradeep
Na jaane kyun hota hai ye zindagi ke saath
achanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat
na jaane kyun
na jaane kyun hota hai ye zindagi ke saath
achanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat
na jaane kyun
jo anjaan pal dhal gaye kal
aaj wo rang badal badal
man ko machal machal rahein hain chhal
na jaane kyun wo anjaan pal dhal gaye kal
aaj wo rang badal badal
man ko machal machal rahen hain chhal
na jaane kyun wo anjaan pal
saje bina mere naino mein
toote re haaye re sapno ke mahal
na jaane kyun hota hai ye zindagi ke saath
achanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat
na jaane kyun
wohi hai dagar wohi hai safar
hai nahi pass mere magar ab mera humsafar
idhar udhar dhoonde nazar
wohi hai dagar wohi hai safar
hai nahi pass mere magar ab mera humsafar
idhar udhar dhoondhe nazar
wohi hai dagar
kahaan gayi shaamein madbhari
wo mere mere wo din gaye kidhar
na jaane kyun hota hai ye zindagi ke saath
achanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat
na jaane kyun
Most Popular Items:
- Lyrics of Kyun hota hai dil - Short Kut - The Con Is On
- Lyrics of Jaanu meri jaan - Shaan
- Lyrics : ‘ Kyun kyun wo raaton se’ of Woodstock Villa
- Lyrics of Tu jaane na tu jaane - Ajab Prem Ki Ghazab Kahani
- Lyrics of Na tum jaano na hum - Kaho Na Pyar Hai
- Lyrics of Kyun chalti hai pawan - Kaho Na Pyar Hai
- Lyrics of Khuda jaane ke main fida hoon - Bachna Ae Haseena
- Lyrics of Kyun hai ye khamoshiyaan jaane - All The Best
- Lyrics of Kyun hai ye khamoshiyaan - All The Best
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Tumse hi din hota hai - Jab We Met
- Lyrics of Jaane kyun dil jaanta hai - Dostana
- Lyrics : ‘ Tooti phooti dhadkano ki’ of De Taali
- Lyrics : ‘Jaane tu mera kya hai’ of Jaane Tu Ya Jaane Na
- Lyrics of Main aisa kyun hoon - Lakshya
- Lyrics of Kyun aage peechhe dolte ho - Golmaal - Fun Unlimited
- Lyrics of Jaane chaman jaane bahaar - Dulhan
- Lyrics of Aage aage dekhe ja - Life Partner
- Lyrics : ‘ Mausam achanak ye badla hai’ of Love Story 2050
- Lyrics of Bhoori bhoori teri aankhein - Khallballi - Fun Unlimited

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply