Lyrics of O yaara dhol baja ke - Dhol


Movie : Dhol
Actors : Kunal Khemu, Tusshar Kapoor, Sharman Joshi, Rajpal Yadav and Tanushree Dutta
Music Director : Pritam Chakraborty
Singers : Sohail Kaul and Soham Chakraborty
Lyricist : Irshad Kamil

Sexy sexy sexy sexy
sexy sexy sexy
koi chanchal shokh haseena dil dhoond raha hai
jo ho anmol nageena dil dhoond raha hai
koi chanchal shokh haseena dil dhoond raha hai
jo ho anmol nageena dil dhoond raha hai

koi paise vaise waali lage phoolon ki jo daali
rakhe dil se jo hum ko laga ke
baate kare pyaari pyaari din badle hamaare
ab mile hamein aa ke
o yaara dhol baja ke o yaara dhol baja ke
o yaara dhol baja ke o yaara jashn mana ke
o yaara dhol baja ke o yaara dhol baja ke
o yaara dhol baja ke o yaara jashn mana ke

waise to hazaaron yahaan roop ki balaayein hongi
dekhte rahein hum jin ko kaha wo adaayein hongi
ho pyaar ka qaraar wo ho chaahaton ka noor wo ho
bane jo hamaari soni heer wo ho hoor wo ho
paana ki paana use apna banaana use
ankhiyo se ankhiya mila ke
baate kare pyaari pyaari din badle hamaare
ab mile hamein aa ke
o yaara dhol baja ke o yaara dhol baja ke
o yaara dhol baja ke o yaara jashn mana ke
o yaara dhol baja ke o yaara dhol baja ke
o yaara dhol baja ke o yaara jashn mana ke

kya kare jo soch apni rehti hai saath us ke
choome kabhi aankhe us ki thaame kabhi haath us ke
ho us ke ho jaana chaahe khushbuon ka jaadu jo ho
pyaar ka ho aakhir wo hi pyaar ka shuru bhi wo ho
aisi ho aisi koi khwaabon ki jaisi koi
jaaye jo neende chura ke
baate kare pyaari pyaari din badle hamaare
ab mile hamein aa ke
o yaara dhol baja ke o yaara dhol baja ke
o yaara dhol baja ke o yaara jashn mana ke
o yaara dhol baja ke o yaara dhol baja ke
o yaara dhol baja ke o yaara jashn mana ke




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.