Lyrics of Pal do pal ka saath - The Burning Train


Movie : The Burning Train
Actors : Dharmendra, Jeetendra, Vinod Khanna, Hema Malini and Parveen Babi
Music Director : Rahul Dev Burman
Singers : Mohammad Rafi and Asha Bhonsle
Lyricist : Sahir Ludhianvi

Pal do pal ka saath hamaara
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
is manzil par milne waale
is manzil par milne waale
is manzil par milne waale us manzil par kho jaane hain
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
pal do pal ka saath hamaara
pal do pal ka saath hamaara
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
is manzil par milne waale
milne waale aahe milne waale
is manzil par milne waale us manzil par kho jaane hain
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
do pal pal do pal ka saath hamaara hamaara
hamaara hamaara
do pal pal do pal ka saath hamaara hamaara
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain

nazron ke shokh nazraane honthon ke garm paimaane
nazron ke shokh nazraane honthon ke garm paimaane
hain aaj apni mehfil mein kal kya ho koi kya jaane
nazron ke shokh nazraane honthon ke garm paimaane
hain aaj apni mehfil mein kal kya ho koi kya jaane
ye pal khushi ki jannat hai is pal mein jee le deewane
ye pal khushi ki jannat hai is pal mein jee le deewane
aaj ki khushiyaan ek haqeeqat kal ki khushiyaan afsaane hain
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
do pal pal do pal ka saath hamaara
hamaara hamaara hamaara
do pal pal do pal ka saath hamaara hamaara
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain

har khushi kuchh der ki mehmaan hai poora kar le dil mein jo armaan hai
armaan hai armaan hai
poora kar le dil mein jo armaan hai
zindagi ik tez toofan hai iska jo peechha kare nadaan hai
har khushi har khushi har khushi
har khushi kuchh der ki mehmaan hai
poora kar le dil mein jo armaan hai
zindagi ik tez toofan hai iska jo peechha kare nadaan hai
gumshuda khushiyon par
gumshuda khushiyon par kyon hairaan hai
waqt laute iska kab imkaan hai
imkaan hai
jhoom jab tak jhoom
jhoom jab tak jhoom
jhoom jhoom jhoom jhoom
jhoom jab tak dhadkano mein jaan hai
jhoomna hi zindagi ki shaan hai
jhoom jab tak jhoom
jhoom jab tak jhoom
jhoom jab tak dhadkano mein jaan hai
jhoomna hi zindagi ki shaan hai awwal aakhir har koi anjaan hai
zindagi bas raah ki pehchaan hai
jhoom jab tak jhoom
jhoom jab tak jhoom
jhoom jhoom jhoom
jhoom jhoom jhoom
jhoom jab tak dhadkano mein jaan hai
jhoomna hi zindagi ki shaan hai
awwal aakhir har koi anjaan hai zindagi bas raah ki pehchaan hai
doston apna to ye imaan hai jo bhi jitna saath de ehsaan hai
doston apna to ye imaan hai jo bhi jitna saath de ehsaan hai
umr ka rishta jodne waale
umr ka rishta jodne waale apni nazar mein deewaane hain
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain
pal do pal ka saath hamaara pal do pal ke yaaraane hain




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.