Lyrics of Parde mein rehne do - Shikaar

Advertisements



Movie : Shikaar
Actors : Dharmendra and Asha Parekh
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Asha Bhonsle
Lyricist : Hasrat Jaipuri

Parde mein rehne do parda na uthaao
parde mein rehne doparda na uthaao
parda jo uth gaya tobhed khul jaayega
allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba
parde mein rehne do parda na uthaao
parde mein rehne do parda na uthaao
parda jo uth gaya to bhed khul jaayega
allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba

mere parde mein laakh jalwe hain
kaise mujhse nazar milaaoge
jab zara bhi naqaab uthaaungi
jab zara bhi naqaab uthaaungi
yaad rakana ke
yaad rakhna ke jal hi jaaoge
haan to parde mein rehne do parda na uthaao
parde mein rehne do parda na uthaao
parda jo uth gaya to bhed khul jaayega
ui ui allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba

husn jab benaqaab hota hai
wo samaan laajawab hota hai
khud ko khud ki khabar nahi rehti
khud ko khud ki khabar nahi rehti
hosh waala bhi
hosh waala bhi hosh khota hai
haan to parde mein rehne do parda na uthaao
parde mein rehne do parda na uthaao
parda jo uth gaya to bhed khul jaayega
ui allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba

haaye jisne mujhe banaaya hai
wo bhi mujhko samajh na paaya hai
mujh ko sajde kiye hain insaan ne
mujh ko sajde kiye hain insaan ne
in farishto ne
in farishto ne sar jhukaya hai
haan to parde mein rehne do parda na uthaao
parde mein rehne do parda na uthaao
parda jo uth gaya to bhed khul jaayega
ui allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba
ui ui ui allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Parde mein rehne do - Shikaar”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.