Lyrics of purza purza khil gaya - Life Partner

Advertisements



Movie : Life Partner
Actors : Govinda, Fardeen Khan and Genelia D’Souza
Music Director : Pritam Chakraborty
Singers : Kunal Ganjawala and Sunidhi Chauhan
Lyricist : Javed Akhtar

Naina mere bole jhooti sachchi boliyaan
sun ke dil waalon ka dil khaaye hichkoliyaan
naina mere bole jhooti sachchi boliyaan
sun ke dil waalon ka dil khaaye hichkoliyaan

ik toofan main hoon ke jis ko bhi chhoo liya
ke jab chand bole haaye tune ye kya kiya
mare hum
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya
mare hum

mere naam ke suno charche hain chand pe
main har wo cheez hoon jis pe ada hai
main to jalwon ki jaam mein chhalkun har pal yahaan
kehte hai log ye mujh mein nasha hai
haaye dhuan tera yahan jis pe bhi chhaa gaya
ye zuban kehne lagi dil dhokha sa kha gaya
mare hum
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya

teri roshni padi jis ke bhi aankh pe us ko saara jahaan
tujh mein dikha hai
jab chaahe tu sawaar de chaahe bigaad de
aashiq taqdeer ko tune likha hai
ek jawaan jaadu jaise hai meri bijliyaan
na utha teri jis pe wo kehta hai yahaan
mare hum
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya
naina mere bole jhooti sachchi boliyaan
sun ke dil waalon ka dil khaaye hichkoliyaan
ik toofan main hoon main jis ko bhi chhoo liya
ke jab chand bole haaye tune ye kya kiya
mare hum
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya
mare hum jaise taise dil gaya
har purza purza khil gaya
jab purza purza khil gaya to dum sa nikal gaya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of purza purza khil gaya - Life Partner”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.