Lyrics of Pyaar deewana hota hai - Kati Patang
Movie : Kati Patang
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra
Music Director : R D Burman
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Shama kahe parwaane se pare chala ja
Meri tarah jal jaayega yahan nahi aa
Shama kahe parwaane se pare chala ja
Meri tarah jal jaayega yahan nahi aa
Wo nahi sunta us ko jal jaana hota hain
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Rahe koi sau pardon me dare sharam se
Nazar aji laakh churaye koi sanam se
Rahe koi sau pardon me dare sharam se
Nazar aji laakh churaye koi sanam se
Aa hi jaata hai jis pe dil aana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob
Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob
Wo chhalak jata hai jo paimana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai
Most Popular Items:
- Lyrics of Pyaar deewana hota hai mastana hota hai - Kati Patang
- Lyrics of Na koi umang hai - Kati Patang
- Songs of Kati Patang
- Lyrics of Tujhe dekha to - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
- Lyrics of Kyun hota hai dil - Short Kut - The Con Is On
- Lyrics of Ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam - Kati Patang
- Lyrics of Jis gali mein tera ghar - Kati Patang
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye - Kati Patang
- Lyrics of Aaj na chhodenge bas humjoli - Kati Patang
- Lyrics of Ye mera dil pyar ka deewana - Don
- Hit songs of Asha Parekh
- Lyrics of Har dil jo pyaar karega - Sangam
- Lyrics of Wo pehli baar jab hum mile - Pyar Mein Kabhi Kabhi
- Lyrics of Wo pehli baar jab hum - Pyar Mein Kabhi Kabhi
- Lyrics of Ye dil na hota bechaara - Jewel Theif
- Lyrics of Na tum jaano na hum - Kaho Na Pyar Hai
- Lyrics of Ruk jaana o jaana - Warrant
- Lyrics of Kyun chalti hai pawan - Kaho Na Pyar Hai
- Lyrics of Saara zamana haseeno ka deewana - Yaarana

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply