Lyrics of Pyaar kiya to darna kya - Mughal-e-Azam

Advertisements



Movie : Mughal-e-Azam
Actors : Dilip Kumar and Madhubala
Music Director : Naushad
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Shakeel Badayuni

Pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya
pyaar kiya koi chori nahi ki
pyaar kiya
pyaar kiya koi chori nahi ki chhup chhup aahein bharna kya
jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya
jab pyaar kiya to darna kya

aaj kahenge dil ka fasaana jaan bhi le le chaahe zamaana
aaj kahenge dil ka fasaana jaan bhi le le chaahe zamaana
maut wohi jo duniya dekhe
maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yoon marna kya
jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya
jab pyaar kiya to darna kya

unki tamanna dil mein rahegi shammaa isi mehfil mein rahegi
unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi
ishq mein jeena ishq mein marna
ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya
jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya
jab pyaar kiya to darna kya

chhup na sakega ishq hamaara chaaron taraf hai unka nazaara
chhup na sakega ishq hamaara chaaron taraf hai unka nazaara
parda nahi jab koi khuda se
parda nahi jab koi khuda se bandon se parda karna kya
jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya
jab pyaar kiya to darna kya
pyaar kiya koi chori nahi ki chhup chhup aahein bharna kya
jab pyaar kiya to darna kya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Pyaar kiya to darna kya - Mughal-e-Azam”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.