Lyrics of Rehna Tu Hai Jaisa Tu - Dilli 6
Movie : Dilli 6
Actors : Abhishek Bachchan, Sonam Kapoor, Divya Dutta
Music Director : A R Rehman
Singers : A R Rehman
Lyricist : Prasoon Joshi
Rehna tu hai jaisa tu
Thoda sa dard tu thoda sukoon
Rehna tu hai jaisa tu
Dheema dheema jhonka
Ya phir junoon
Thoda sa reshma tu humdum
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaaye ya lad jaaye
Ya khushboo se bhara
Tujhe badalna na chahoon
Ratti bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na zyada na hi kam
Tujhe chaahon jaisa hai tu
Mujhe teri baarish mein bheegna hai ghul jaana hai
Tujhe chaahon jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna raakh ho jaana hai
Tu zakham de agar
Marham bhi aakar tu lagaye
Zakham mein bhi mujhko pyar aaye
Dariya o dariya doobne de mujhe dariya
Doobe de mujhe dariya
Rehna tu hai jaisa tu
Thoda sa dard tu thoda sukoon
Rehna tu hai jaisa tu
Dheema dheema jhonka ya phir junoon
Haath tham chalna ho to
Dono ke daaye haath sang kaise
Haath tham chalna ho to
Dono ke daaye haath sang kaise
Ek daaya hoga ek baaya hoga
Thaam le haath ye thaam le
Chalna hai sang tham le
Rehna tu hai jaisa tu
Thoda sa dard tu thoda sukoon
Rehna tu hai jaisa tu
Dheema dheema jhonka
Ya phir junoon
Thoda sa reshma tu humdum
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaaye ya lad jaaye
Ya khushboo se bhara
Tujhe badalna na chahoon
Ratti bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na zyada na hi kam
Tujhe chaahon jaisa hai tu
Mujhe teri baarish mein bheegna hai ghul jaana hai
Tujhe chaahon jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna raakh ho jaana hai
Most Popular Items:
- Lyrics : ‘Saheli jaisa saiyaan’ of U Me aur Hum
- Lyrics of Ye Dilli Hai Mere Yaar - Dilli 6
- Lyrics of Ye dilli hai mere yaar - Dilli 6
- Lyrics of Chand si mehbooba ho meri - Himalaya Ki God Mein
- Lyrics of Nafrat ki duniya ko - Haathi Mere Saathi
- Songs of Delhi-6
- Lyrics : Title track of Hastey Hastey
- Lyrics of Aaye ho meri zindagi - Raja Hindustani
- Lyrics of Dukhi man mere sun mera - Funtoosh
- Abhishek as Amitabh’s grandson
- Lyrics of Lal quile ke peechhe - Tere Sang
- Lyrics of Qaatilana Hain Zulfon Ke Naag Re - The Stoneman Murders
- Lyrics of Hum premi prem karna jaane - Parvarish
- Lyrics of Duniya mein rehna hai to - Haathi Mere Saathi
- Lyrics of Tere jaisa yaar kahan - Yaarana
- Lyrics of Tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaraana - Yaarana
- Lyrics of Main aisa kyun hoon - Lakshya
- Lyrics of Chalte chalte mere ye geet - Chalte Chalte
- Sonam Kapoor is really going great guns
- Lyrics of Tum ko bhi hai khabar - Kabhi Alvida Na Kehna

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply