Lyrics of Ruk jaana nahi tu - Imtihaan

Advertisements



Movie : Imtihaan
Actors : Vinod Khanna and Tanuja
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri

Ruk jaana nahi tu kahin haar ke
kaanton pe chalke milenge saaye bahaar ke
ruk jaana nahi tu kahin haar ke
kaanton pe chalke milenge saaye bahaar ke
o raahi o raahi o raahi o raahi
o raahi o raahi o raahi o raahi

saathi na kaarvaan hai ye tera imtihaan hai
saathi na kaarvaan hai ye tera imtihaan hai
yun hi chala chal dil ke sahaare
karti hai manzil tujhko ishaare
dekh kahin koi rok nahi le tujhko pukaar ke
o raahi o raahi o raahi o raahi
ruk jaana nahi tu kahin haar ke
kaanton pe chalke milenge saaye bahaar ke
o raahi o raahi o raahi o raahi
o raahi o raahi o raahi o raahi
ruk jaana nahi tu kahin haar ke
kaanton pe chalke milenge saaye bahaar ke
ruk jaana nahi tu kahin haar ke
kaanton pe chalke milenge saaye bahaar ke
o raahi o raahi o raahi o raahi

nain aansoo jo liye hain ye raahon ke diye hain
nain aansoo jo liye hain ye raahon ke diye hain
logon ko unka sab kuchh deke
tu to chala tha sapne hi leke
koi nahi to tere apne hain sapne ye pyaar ke
o raahi o raahi

sooraj dekh ruk gaya hai tere aage jhuk gaya hai
sooraj dekh ruk gaya hai tere aage jhuk gaya hai
jab kabhi aise koi mastaana
nikle hai apni dhun mein deewaana
shaam suhaani ban jaate hain din intezaar ke
o raahi o raahi o raahi o raahi
ruk jaana nahi tu kahin haar ke
kaanton pe chalke milenge saaye bahaar ke
o raahi o raahi o raahi o raahi
o raahi o raahi o raahi o raahi




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Ruk jaana nahi tu - Imtihaan”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.